मत्स्यावतार[hindi]
मत्स्यावतार[hindi]

मत्स्यावतार[hindi]

kumar keswani

5 tracks پلے0 پسندیدہ
Mantra & Bhajan
چلائیں

تفصیل

Vishnu Bhagwan ke dashavataron mein se Matsya Avatar unka pehla avatar maana jaata hai. Jeevan ke har sankat se shrishti ko bachane ke liye, Bhagwan Vishnu ne kayi baar alag-alag roop dharan kiye hain. Aaj hum baat karenge Matsya Avatar ki, jismein Vishnu Bhagwan ne apne divya roop aur adbhut leela se Haigreeva jaise bade sankat se dharti ko mukt karaya. Chaliye, sunte hain is anokhi kahani ko, jismein Shree Hari ne swayam shrishti ke palanhar ke roop mein avtaran liya aur duniya ko ek naye sankat se bachaya.

تخلیق کار

HugoStar

HugoStar

Creator