Unwanted Son[hindi]
Unwanted Son[hindi]

Unwanted Son[hindi]

moliehi Malebo

30 tracks
Modern Romance
Play

Description

“Agar mere ek bete ko marna hi tha to tu kyon nahi mar gaya?” Apne papa ke muh se ye baat sunkar Zayn Kapoor ka dil toot jata hai. Apne bade bhai Rehan ki maut ke baad, Zayn apne mummy papa ki care karne ke liye, apni 50 lakh ki naukri chhod kar ghar chala to aata hai, par badle mein use sirf unki nafrat hi milti hai. Unke behavior ki wajah se Zayn ki girlfriend bhi usse shaad karne ke liye mana kar deti hai. Lekin jab Zayn ko pata chalta hai ki uske papa ne uska sara business idea chura kar bech diya hai, toh use ek tough decision lena padta hai. Kya apne toxic parents ko maaf karega Zayn ya chunega apne liye ek nayi zindagi? Kaise hui thi Rehan ki maut aur uske liye uske papa kyon blame karte hain Zayn ko? Kya kabhi Zayn ko milega uske mummy papa ka pyar?

Uploader

marco_drop

marco_drop

Unwanted Son[hindi] - Listen Free | WowFM