![Insane Insaan[hindi]](https://pbcdn.aoneroom.com/image/2026/02/06/1aafc6db33f98c94dc57ecba340b2498.png)
Insane Insaan[hindi]
Mathapelo Mampa
27 tracks
Suspense & Horror
Description
Raghav ek fateechar middle-class ladka , jiska dil toda uski girlfriend - ek ameer baap ki bigdi beti Advika ne . Lekin fir hua kuch aisa jisne badal daali uski taqdeer. Jail ki salakhon ke peeche mila ek aisa chamatkari locket jiske baad khulne lagi Raghav ki qismat aur fir shuru hua uske farsh se arsh tak ka safar. Kya raghav is locket ki shaktiyon ka sahi istemal kar payega , ya fir ye paheli aur ulajh jayegi? Kya is baar bhi ye baaji Advika jeet jayegi ya fir Raghav karega kuchh aisa jo sabke hosh udaa dega ?
Uploader
Related Works
Episodes (27)
1
Dil Tuta Aashiq
2
Karvat Badalti Qismat
3
Kala Jaadu
4
Locket Ki shakti
5
Khoya Rutba
6
Purani factory
7
Factory Transfer
8
Kala Saya
9
Oros Ki Library
10
Badle Ki Aag